Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics | Kumar Sanu | Alka Yagnik | Kavita Krishnamurthy

Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics
Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics

“Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai” Lyrics: The Line That’s Taking Over Social Media

The line “Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics” from the song Ladki Badi Anjani Hai captures the heartfelt emotions of a misunderstood lover. Sung by the iconic Kumar Sanu and Alka Yagnik, with music composed by Jatin Lalit, this track became a timeless romantic hit.

The “Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics” by Sameer Anjaan and the melody have made it a favorite, resonating with audiences and leaving a lasting impression.

Kabse aaye hain tere doolhe raja
Ab der na kar jaldi aaja
Kabse aaye hain tere doolhe raja
Ab der na kar jaldi aaja
Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazrana dene
Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazraana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sunn sunn sunn sunn

Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyun sharmaye
Saajanji ghar aaye

Aye dil chalega ab na koyi bahana
Gori ko hoga ab sajan ke ghar jaana
Maathe ki bindiya kya bole hai
Sunn sunn sunn sunn

Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyun sharmaye
Saajanji ghar aaye

Deewane ki chal mein
Phans gayi main is jaal mein
Aye sakhiyon kaise bolo bolo
Haan mujhpe to aye dilruba
Teri sakhiyan bhi fida
Yeh bolengi kya puchho puchho

Jaa re jaa jhoothe
Tareefein kyun loote
Jaa re jaa jhoothe
Tareefein kyun loote haaye
Tera mastana kya bole hai
Sunn sunn sunn sunn

Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyun sharmaye
Saajanji ghar aaye

Naa samjhe naadaan hai
Yeh mera ehsaan hai
Chaha jo isko keh do keh do
Chhede mujhko jaan ke
Badle mein ehsaan ke
De diya dil isko keh do keh do

Tu yeh naa jaane
Dil toote bhi deewane
Tu yeh naa jaane
Dil toote bhi deewane haaye
Tera deewana kya bole hai
Sunn sunn sunn sunn

Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyun sharmaye
Saajanji ghar aaye

Mehandi laage gehni paake
Mehandi laage gehni paake
Haaye ro ke tu sabko rula ke
Savere chali jayegi
Tu bada yaad aayegi
Tu jayegi tu bada yaad aayegi
Tu bada yaad aayegi yaad aayegi

Mehandi laage gehni paake
Mehandi laage gehni paake
Haaye ro ke tu sabko rula ke
Savere chali jayegi
Tu bada yaad aayegi
Tu jayegi tu bada yaad aayegi
Tu bada yaad aayegi yaad aayegi

Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazrana dene
Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazraana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sunn sunn sunn sunn

Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyun sharmaye
Saajanji ghar aaye

Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyun sharmaye
Saajanji ghar aaye

SongSaajanji Ghar Aaye
SingerKumar Sanu, Alka Yagnik and Kavita Krishnamurthy
LyricsSameer Anjaan
MusicJatin Lalit

Social Media Buzz | Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics

From Instagram to Facebook, these lines are popping up in the most creative ways. On Instagram, you’ll see them in reels, sometimes in romantic contexts, other times in funny or relatable ones.

They’ve become a favorite for those who love to add a little nostalgia to their posts.

Conclusion: Na Samjhe Nadan Hai Ye Mera Ehsaan Hai Lyrics

In a world of fast trends and viral moments, it’s refreshing to see the lyrics “Na samjhe nadan hai ye mera ehsaan hai Lyrics” take over social media, reminding us of the enduring power of good music and heartfelt lyrics.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top